12th class karne ke baad “CARRER OPTION” kya hai
Chaliye uske bare me jante hai……………
12 class yaani aapke jeewan ki ek nayi shuruaat . har koi aapni ruche anusaar ek CARRER OPTION choose karta hai . Bahut se loago ko 12 classs karne ke baad “ career option “kya hai . uski sahi jaankari nahi hoti hai. Is Blog ke dwara hum aapko saare options ke Baare me batayenge.
Jin students ne PCM yaani ki “ physics , chemistry , mathematics “ liye hote hai . wo padhi puri hone ke baad . Engineering , pharmacy , architecture , law , management , Fashion,Textile ,social work. Aur bhi bahut se padhai ke options hai.
Pdhai karne ka sabse Aasaan aur sahi Tarika I पढाई कैसे करे – पढाई में मन लगाने के तरीके
Pdhai karne ka sabse Aasaan aur sahi Tarika I पढाई कैसे करे – पढाई में मन लगाने के तरीके
PCM SE 12 CLASS KARNE KE BAAD “ CARRER OPTION “ KYA HAI
PCM se 12 class karne ke Baad . Aap neeche diye gaye kisi bhi field se . padhi jaari rakh sakte hai . waise to list bahut lambi hai . Lekin hum aapko Top 10 “ carrer option “ ke bare me batate hai.
Sabse jada popular Engineering he hai . ye 4 saal ka course hota hai . aur aap neeche diye gaye list ke anusar . Apna subject (Branch )choose kar sakte ho.







Waise to ye saare Brancges sbse jada popular hai . Lekin aapke pass aur bhi option hota hai . Engineering karne ke liye . jaise ki marine , Aerospace , Agricultural , pertrolrum , Automobile , Bio chemical , Biomedical , biotechnology , bioinstrumentation, bio informatics, chemical, Environmental, Food technology , Fire , Leathe , Mining & Metallurgical , Nano techonolgy , printing , plastic & polymer , Rubber , Genetic , Textile etc.
Admission Lene ka Tarika…..
Aapko “ Competition Examination “ jaise ki IIT-JEE, GATE , UPSEE ,BITSAT , Sate level aur collage keSabse jada popular Engineering he hai . ye 4 saal ka course hota hai . aur aap neeche diye gaye list ke anusar . Apna subject (Branch )choose kar sakte ho.
After 12th Architecture |
Bachelor of Architechture jise short me ( b. arch ) bhi kehte hai 5 saal ka course hota hai.
Admission lene ka Tarika…….
Aapko “ competition Examination “ jaise ki IIT –JEE , GATE, UPSRE, BITSAT ke entrance test dena hoga.
Isme teen option hota hai , jo neeche batye gye hai
v Higher National Diploma (HND) Nautical science ya marine Engineering jo ki 1 saal ka course hai.
v Bachelor of Science in Nautical Technology jo ki 4 saal ka course hai . isme 3 saal training hoti hai college me aur 1 saal samundar me training hoti hai.
v Bachelor of technology in Naval Architecture and ship Building.
Admission lene ka Tarika………..
Competition exm jiska naam hai “All India Merchant Navy Entrance Test “ (AIMNET).Isme ache number se pass karna hogya. Isme Aankho ki roshini air health ki bhi jaanch hoti hai .
1.1. Bachelor of Science (B.SC)
After 12th career option BSC |
BSC kiye ja skta hai physics , chemistry , Mathmatics , Astronomy , Forensic science , Geology , Statistics , Industrial chemistry, Nautical science ,Nutrition ,clothing and textile , Extension , Human Development and family studies (bsc) , fashion design , fashion techonolgy aur bhi bhut si subject hoti h.
Admission lene ka Tarika………..
Merit based admission , few institutes conduct entrance exm.
After 12th BBA |
Business Administration and Management studies , jise B.B.A bhi kehte hai .aapke pass do options hote hai is course karne ke liye .kya do option hai wo niche batya hua hai .
v Bachelor of Bussiness Administration (BBA)
v Bachelor of management studies (NMS)
Admission Lene ka Tarika ………………….
Admission test se aapka Admission hota hai . ya 12th me aaye hue marks ke basis pe . bahut se collages me sports Quota ya management Quota hota hai . waha se bhi aap admissions le skte hai.
1. Commerece
After 12th career option commerece |
Jinki Ruchi commerce me hai , wo iski padhai jaari rakh skte hai . 4 main streams hote hai jo neeche batye gaye hai .
v B.com –(3 years)
v Banking and Insurance (BBI-3 years)
v Charted Accountancy (CA)
v Company secretory (CS)
Admission Lene ka Tarika ……………..
Admission B.com me merit list ke anusar hota hai . CA/CWS yaani charted Accountancy aur company secretory ke liye National Level ka exam dena hota hai.
Isme commercial pilot training hoti hai , Aviation Institutes in india ke Dawara.
Isme BSC in Aviation sciences chahiye hota hai.
Admission Lene ka Tarika …………..
Admission hota hai all-india written test se, pilot Aptitude Test se jise (WOMBAT) bhi kehte hai aur interview se . Isme Ankho ki achi roshini aur achhi Health bhi chahiye.
Hum umeed karte hai ki aapko is blog se kaafi jankari mili hogi . Aur aapko ye bhi smjh me aa gya hoa ki PCM Se 12class karne ke baad “Carrer Options “ kya hai . Agar aapka koi sawal hai ya aap adhik jaankari chahte hai to aap hme comment kar ke puch skte h . hm puri koshis kare gye aapke jawab dene ke liye…

ConversionConversion EmoticonEmoticon