Receptionist kaise Bane ?
Aaj ke time kisi bhi profession ko choose karna bhut mushkil hota hai . Agar aap mein achi communication skills hai , aap aram se bhut sare kaam ko organize karke kar paate hai to aap bikul sahi jagah aaye hai . Hum iss article mein aapko Receptionist kaise bane ki saari jankari denge. Receptionist ek bhut acha career option hai kyuki har organization mein receptionist ki jarurat hoti hai . Iss blog ko padhne ke baad receptionist work in hindi me sari janakari aapko milegi .
![]() |
Receptionist kaise Bane |
Receptionist job kya hai
Receptionist jissse front desk job ke naam se bhi jaana jaata hai Aap kisi bhi organization mein jaye bhate hi voh koi corporate office ho ya school aap sabse reception par hi jaate hai . Receptionist ko dhyan rakhna hota hai ki puri organization mein kya ho raha tbhi voh visitors aur clients ko saari information se paate hai . Iss job mein aap phone call attend karna , appointment fix karna, visitors ko information dena aur sabse important yeh sabhi kaam smile aur patience ke sath handle karna hota hai.
Receptionist ke liye qualifications
· Receptionist banana ke liye aapko 12th complete karna jaruri hai .
· Lekin kuch companies Bachelor’s Degree bhi maangti hai .
· Agar aaap ksi hotel mein receptionist ban rahe hai to aapko Hospitality course kara hona chahiye .
· Aap chahe to receptionist ka course bhi kar sakte hai . Bhut sare private institutes receptionist ka course karwate hai .
Receptionist skills
Receptionist banana ke liye aap mein yeh sab skills honi chahiye .
· Communication skills
· Multitasking skills
· Organizational skills
· Technical skills
· Interpersonal skills
· Initiative aur problem solving ability
Receptionist ka kaaam kya hota hai
Aapki iss profession mein yeh duties aur responsibilities hogi .
· Answer phone calls
· Schedule meetings ( with client)
· Receive visitors
· Collect information
· Respond to mails
Receptionist ka kaam kha kare
Aap Receptionist ki job ke liye inn jagah par apply kar sakte hai.
Humne yaha kuch corporate aur government office ki list di hai jaha har saal Receptionist ki profile ke liye job nikalti hai . Aap yah par aaply kar sakte hai .
Corporate offices
|
· Q Mac Technologies
· Hi Fi Technologies
· Accenture
· CTS
· Nexii IT Labs
· Trident Hotels
· Agile Enterprises
· Calypso
· Abide HR Services
· Iris software
· United simulation private Lrd.
· Madhav Biotech
|
Government Offices
|
· WBIC
· Neyveli lignite corporation
· Jammu and Kashmir service selection Board
· NIELIT Assam
|
Receptionist salary
Iss career mein aao har saa alag bhag 3-4 lakh rupee starting mein kama sakte hai . Aap ache experience ke baad issee bhi jada kama sakte hai .
Receptionist ki salary har organization mein different hoti hai . corporate office aur hotels mein Receptionist ki salary bhut zyada hoti hai sath hi mein yaha bhut zyada carrer opportunities bhi hoti hai .
Receptionist Work in hindi career opportunities
Receptionist professional mein bhut saari career opportunities hai –
· Agar aap ksi badi organization mein kam kar rahe hai toh aapko bhut sari career opportunites aur promotions ka chance milega . Aapka promotion aise hoga .
· Agar aap organization mein bhut ache kaam kar rahe hai to aapke office Manager banana ke bhi bhut zyada chances hai .
· Iske alawa aap aur bhi bhut sari fiels mein kaam kar sakte hai jaise ki management sector etc.
Iss article mein humne Receptionist work in Hindi ki saari janakri di hai . Agar aapko iske alawa aur bhi koi sawal hai to comment box me puch sakte hai . hum umid karti hu ki jo v janakari receptionist ke bare me bate hai . aapko smjh me aa gya ho gya. receptionist me career kaise bane .
ConversionConversion EmoticonEmoticon